15 Authentic Masnoon Duas ← All 222 Duas

Ramzan, Roza, Hajj Aur Umrah Ki Masnoon Duain

رمضان، روزہ، حج اور عمرہ کی مسنون دعائیں

Ramzan-ul-Mubarak ke rozon (Sehri, Iftar aur Shab-e-Qadr) aur safar-e-Hajj o Umrah (Talbiyah, Hajr-e-Aswad ka Istilam, Tawaf, Safa Marwa ki Sa'ee, Maidan-e-Arafat, Mash'ar-al-Haram, Rami Jamarat aur Qurbani) ke har marhale par parhi jane wali mustanad masnoon duain Arabic, Urdu aur English tarjume ke sath.

Frequently Asked Questions — Ramzan, Hajj & Umrah

Roza kholne (Iftar) ki mustanad masnoon dua kya hai?
Iftar ke waqt "ذَهَبَ الظَّمَأُ وَابْتَلَّتِ الْعُرُوقُ وَثَبَتَ الْأَجْرُ إِنْ شَاءَ اللَّهُ" (Sunan Abi Dawud 2357) aur "اللَّهُمَّ إِنِّي لَكَ صُمْتُ وَبِكَ آمَنْتُ وَعَلَيْكَ تَوَكَّلْتُ وَعَلَى رِزْقِكَ أَفْطَرْتُ" (Dua #27) parhi jati hai.
Lailatul Qadr (Shab-e-Qadr) ki sab se afzal dua kaun si hai?
Hazrat Aisha (RA) ke poochnay par Nabi ﷺ ne farmaya ke Shab-e-Qadr mein yeh dua parho: "اللَّهُمَّ إِنَّكَ عَفُوٌّ تُحِبُّ الْعَفْوَ فَاعْفُ عَنِّي" (Allahumma innaka 'Afuwwun tuhibbul-'afwa fa'fu 'anni — Dua #145).
Hajj aur Umrah mein Talbiyah ke alfaaz kya hain?
"لَبَّيْكَ اللَّهُمَّ لَبَّيْكَ، لَبَّيْكَ لَا شَرِيكَ لَكَ لَبَّيْكَ، إِنَّ الْحَمْدَ وَالنِّعْمَةَ لَكَ وَالْمُلْكَ، لَا شَرِيكَ لَكَ" (Dua #203).

Explore Other Dua Categories

دیگر موضوعات کی دعائیں
View All →