Namaz, Wazu Aur Azan Ki Masnoon Duain
نماز، وضو اور اذان کی مسنون دعائیںNamaz Islam ka sab se ahem rukn hai. Yahan wazu ke baad ki dua, azan ka jawab aur dua, masjid mein dakhil hone aur nikalne ki duain, sana, ruku, qawmah, sajda, jalsa, tashahhud (Attahiyat), Darood-e-Ibrahimi, Dua-e-Qunoot, Istikhara aur farz namaz ke baad parhe jane wale tamam masnoon azkar Arabic matan, Urdu tarjuma, English meaning aur Sahih Hadith references ke sath jama kiye gaye hain.